Pages

Friday, November 15, 2013

Soch rha hun...........



Tadap rha ye dil uskee bina....
soch rha hun aaj ek ghazal likhu....

Baat karun aaj dil se main..,
ya fir purana sa koi saaz gunu....

Sajaa lun fir main koi ek sapna...
ya aaj khud ka sacha haal likhu....

Gum ko nah main gum , kya jashan likhu....
kya aaj  'Sukhe' ko main barsat likhu....!!

Bin paani k ho macchli jaise...
aaj us haal mein tera dost shikhu.... 

Kal takta rha raaton ko sitare....  
ab kis se main "bakwas" karu....

Pal bhar mein ankhein bhar aaye meri... 
tere sang beete pal jab main yaad karun....

Ifazhat se rakhe tumhe khuda mera.... 
sachein dil se main ye dua karun....    :))))


No comments:

Post a Comment