Jane anjane mein tune ye jo aitbaar hai kiya....
Tuje na khabar tune is dil ka haal kya kiya......
Dil hai mera pathar tune kyu isse maum hai kiya....
Jisne b chhua vo bas tukde hazar kar gya....
Safar ishq ka humne hai pehle bhi kiya....
Doobe beech safar, kinara bhi naseeb na hua....
Jab bhi naam ishq ka laboon se hai liya....
Aansoun ka jaam humne hai piya....
Fir ulajh gya hun aaj ek sawaal mein...
Kyu maine hai firse pyaar kar liya.......!!!??