royi to bhut hogi , naam mera pukar kar.......
na likha hun uski kismaton mein , ab ye jankar.....
ye duniya karti hai barbad lakhon.......
rewwazon ka masoom sa lifaaz pehankar.....
judai ka aisa hai aalam doston...
maut khud chali aye hai mohabbat ka naam pukar kar.......
No comments:
Post a Comment