Koi deewana kehta hai.. koi pagal samajhta hai,.
Magar dharti ki bechaini ko..bas badal samajhta hai.....
Main tujhse door kaisa hoon,..tu mujhse door kaisi hai..
Ye tera dil samajhta hai ..ya mera dil samajhta hai....
Mohbbat ek ehsaason ki pawan si kahani hai..
Kabhi Kabira deewana tha, kabhi meera deewani hai..
Yahan sab log kehte hain meri aankhon main aasoon hain..
Jo samjhe tun to moti hain,.. jo na samjhe to paani hain ;)